Bhar do jholi lyrics in english
Is bhar do jholi shirk.
Bhar Do Jholi Lyrics
Sahe madina suno
Iltajaa khuda ke liye
Karam ho mujh pe
Habibe khuda khuda ke liye
Huzur uh chhay
Ummid ab to khil jaaye
Tumhare dar ka gada hu to
Bhikh mil jaaye
Bhar do jholi
Bhar do jholi meri ya mohammad
Laut kar main na jaunga khali
Bhar do jholi meri ya mohammad
Laut kar main na jaunga khali
Bhar do jholi
Tumhare aastan se zamana
Kya nahi pata
Tumhare aastan se zamana
Kya nahi pata
Koi bhi dar khali mangane
Wala nahi jata
Bhar do jholi meri tajdhare madina
Bhar do jholi meri sarkare madina
Bhar do jholi
Hum zamane ke mukhdar ho ya nabi
Bekaso ke madadgar ho ya nabi
Sabki sunte ho apne ho ya gair ho
Sabki sunte ho apne ho ya gair ho
Tum garibo ke khwar ho ya nabi
Bhar do jholi meri tajdhare madina
Bhar do jholi meri sarkare madina
Bhar do jholi
Hai mukhlib zamana kaha jaaye hum
Halate bekasi kisko dikhlaye hum
Hum tumhare bhikhari hai ya mustufa
Hum tumhare bhikhari hai ya mustufa
Kiske aage bhala haath failaye hum